Wednesday, April 10, 2019

Blogger.com A To Z Important Setting In Urdu/Hindi

Blogger.com A To Z Important Setting In Urdu/Hindi

Blogger.com A To Z Important Setting In Urdu/Hindi



Dosto Aap ko tu maloom hay kah blogger.com par free blog kasay bantay hay . qk aap jantay hay kah blog banana bi itna aasan hay jitna kah aap facebook or gmail ka account open kartay hay . maghar dosto phir bi kuch loog aisay hay jo bilkul new new hay . Our blogger par apna blogg banana chatay hay .Our is say pasay earn karna chatay hay.

Dosto agar aap blogger par apna blogg create karna chatay hay tu iskay liye kuch khas khas setting hay jo aap ko lazmi karna chahye . agar aap achi tara say setting ko nahi karogay yani agar setting ignore karogay tu aap ko ye faida nahi danay wala hay.. qk kuch aisi khas setting hay blogger may jo aap ko lazmi karna chahye. is say aap ko aap ki blogg ki achi result milaygi.

 Blogger.com A to Z Setting Step By Step

Step 1 : Basic Setting:---

 Blogger.com A to Z Setting Step By Step

1. Blog Ka Title:

     Dosto subsay pehlay aap nay blogg ka title set karna hay jo aap ki website ka name ho.

2. Blog ka Description:

    Desto Description may aap nay apnay blog kay baray may likna hay . kah aap ka blogg kis       topic par hay .

3. Blog ko search may dakana:

    Dosto agar aap apnay blog ko search may lana chatay hay tu aap yaha say allow kar skatay hay maghar dosto aap logo yad rakna hay kah jab ta aap ka blogg yani website complete nahi ho jata aap isko disable hi rakay. 
.
4. Blog ka Address:

   Dosto blog ka address ka ye kaam hay kah agar aap blogger hi use kartay hay tu blogspot.com aap kay wesbsite kay sath hi ayega. our agar aap apna hi domain khareedtay hay for example agar aap .com ya .net wagera ka domain buy kartayhay tu isi domain ko apnay website ko laga saktay hay .jis tara manay lagaya huwa hay . aap mari youtube ki videos may daksaktay hay .kah aap kasay apnay blogger kay sath apna buy kia huwa domain laga saktay hay .


5.HTTPS:

   Dosto blog ki security kay liye https ko enable karna bohat hi zaroori hay. our ye ranking may bi aap ka bohat kaam ata hay . our is say aap ka website bi secure rahta hay .our loog bi aap ki website par trust karta hay.. tu dosto aap lazmi apnay website ko http say https may convert karay.


6. Blog author:

Dosto blogg ka author our unka email aap yaha say hi manage kar saktay hay. agar aap chaay tu aap our dosto ko bi apnay blog ka author rak saktay hay. agar aap kisi author banana chatay hay tu aap isko yaha par add karsaktay hay. our dosto aap public use kay aik dosra email use karay ye aap ki security kay liye acha rahega.


7.Blogg Reader:
   
   Dosto agar aap apnay blog ko publick karna chatay hay . yani agar aap chatay hay kah har koi mara blog ka visit karay. tu aap yaha say public hi rehnay day. ya agar aap chatay hay kah mara blog abhi tak complete nahi huwa hay tu aap isko public say change bi karsaktay hay.

Dosto ye aik setting complete ho chuka hay . is say agay aik dosray article may Post, Comments and Sharing Setting kay baray may tafseel say likunga . tu dosto aap nay maray website ko follow karna hay aur sath may wajidalitv youtube channel ko bi subscribe karday..channel par bhi tips and tricks videos upload hoti hay .....

  

Labels:

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home