Tuesday, January 1, 2019

Datally: Mobile data saving Best application

Datally: Mobile data saving Best application




Hello Dosto ye application aap ko bohat hi zyada faida danay wala hay kionkah dosto is aaplication ki madad say aap boaht zyada apni internet mbs ki bachat karsaktay hay .

Our Dosto is aaplication may aap ko our bi bohat say feature mil jayngay jo aap ko faida dana wala hay. our is aaplication ka link aap ko is article kay end mil may jayga aap simple dowload kay buttun par click karkay download karsaktay hay.

Dosto is aaplication may aap loog apni marzi ka data set karsaktay hay yani agar aap chatay hay kah may daily 500 mbs data use karna chata hoo . tu aap is application ko open karkay is may 500 mbs ko set karogay .Jasa hi aap 500 mbs use karogay tu aap ki data band ho jayegi. Yani aap ki mobile ki data block ho jayegi . tu isi tara say aap apni internet ki bachat karsaktay hay .

Dosto is aaplication ki zaroorat aap ko is liye hoti hay . agar aaap apnay mobile par 1000 mb ka packege lagatay hay . our achanak aap ka dosto , ya aap ka koi rishta dar , our ya koi family member aap say kehta hay kah mujay tori dair aap ka mobile chahiye may tora sa internet use karna chata hoo tu agar aap is ko mana nahi karskatay tu aap usko apna mobile dattay . our phir aap kay dil may ye khoof hota hya kah aisa na ho kah o mara tamam data ko istimal karay. Tu isi waqat hi aapnay is aaplication ko use karnay ki zaroorat parti hay . bus aap jaldi say us aaplicaation ki madad aap 200 mb ya aap jini marzi chahye is may data set karay . our apnay frind ko daday . jasa hi o 200 mb use kargay tu usi waqat hi uska data band ho jayega..

Dosto umeed hay kah aapko ye article pasand aye hogi tu please is article ko dosto kay sath bi sahre lazmi karay our aap mara youtube channel par bi videos daksaktay hay..

Download karnay kay liye neechay download buutun par click karay.





Labels: